Indian Film History

Is Duniya Ne Kiya Nahi Lyrics

From Sweekar (1973)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
4:28
Is duniya ne kiya nahi Tu mera insaaf karna Tu mera insaaf karna Maa se koi bhul huyi ho To munne tu maf karna To munne tu maf karna Rukh yeh kya jivan ne badla Ek anjaane pal mein Rukh yeh kya jivan ne badla Ek anjaane pal mein Jahar mila amreet mein madir Mil gayi ganga jal mein Logo ka man to maila hai Tu apna man saf karna Tu mera insaaf karna Mera sab kuch baha Le gaya rela ek pani ka Mera sab kuch baha Le gaya rela ek pani ka Ek bad kismat maa ki Majburi ka rurbani ka Or kisi ne kiya nahi par Tu is rah par chalna Tu mera insaaf karna Maa se koi bhul hui ho To munne tu maf karna To munne tu maf karna Is duniya ne kiya nahi Tu mera insaaf karna Tu mera insaaf karna.

More songs from Sweekar

Is Duniya Ne Kiya Nahi Lyrics - Sweekar (1973) | Indian Film History