Dil Hai Deewana Lyrics | Tada

                        
                        Dil hai deewana bahke kadam hai
Arman jawa hai masti mein hum hai
Dil hai deewana bahke kadam hai
Arman jawa hai masti mein hum hai
Aankho mein kya hai halka nahsa hai
Dil ki gali mein dilbar basa hai
Pyar ka karishama hai yaar
Dil hai deewana bahke kadam hai
Arman jawa hai masti mein hum hai
Aankho mein kya hai halka nahsa hai
Dil ki gali mein dilbar basa hai
Pyar ka karishama hai yaar
Dil hai deewana bahke kadam hai
Pyar ka karishama hai yaar

Mai to deewana hu dildar ka
Tanha lage zindagi bemaza
Had se bhi aage gujar jana hai
Chahat mein jina hai mar jana hai
Dhalka hai aachal mahka hai kajal
Chanki jo payal sine mein halchal
Dhalka hai aachal mahka hai kajal
Chanki jo payal sine mein halchal
Bechain hai pal dhadkan hai pagal
Teri ye bate karti hai ghayal
Pyar ka karishama hai yaar
Dil hai deewana bahke kadam hai

Pyar ka karishama hai yaar

Hasrat hai tujhpe mai marti rahu
Sari umar ishk karti rahu
Sapno ki dunia me kho jau main
Sine pe sar rakh ke so jau main
Rangila masuam thandi hawaye
Sare badan me jadu jagaye
Rangila masuam thandi hawaye
Sare badan me jadu jagaye
Kitni hasi hai teri adaye
Dekhe tujhe hi meri nigahe
Pyar ka karishama hai yaar
Dil hai deewana bahke kadam hai
Arman jawa hai masti mein hum hai
Aankho mein kya hai halka nahsa hai
Dil ki gali mein dilbar basa hai
Pyar ka karishama hai yaar
Dil hai deewana bahke kadam hai
Pyar ka karishama hai yaar.