Indian Film History

Dil Tune Kehna Mana Lyrics

From Tarzan And King Kong (1965)

Lyricist
A Shamsheer
Duration
2:39
Dil tune kehna mana is beimaan ka Kuchh bhi bharosa nahi Kuchh bhi bharosa nahi Jiski jubaan ka haay Kehna mana is beimaan ka Dil tune kehna mana Bedarde baalama khudgharji Bedarde baalama khudgharji Main samju main jaanu re teri marji Main samju main jaanu re teri marji Haay pehle churaye jiya phir tadpaaye Bairi badla chukaye mere aehsaan ka Kuchh bhi bharosa nahi Kuchh bhi bharosa nahi Jiski jubaan ka haay Kehna mana is beimaan ka Dil tune kehna mana Jaa jhulmi dekhali teri yaari Jaa jhulmi dekhali teri yaari O chhaliya hai zuthi dildaari O chhaliya hai zuthi dildaari Abhi abhi waade kare abhi bisaraye Haay koi thikana nahi jiske imaan ka Kuchh bhi bharosa nahi Kuchh bhi bharosa nahi Jiski jubaan ka haay Kehna mana is beimaan ka Dil tune kehna mana.

More songs from Tarzan And King Kong

Dil Tune Kehna Mana Lyrics - Tarzan And King Kong (1965) | Indian Film History