Indian Film History

Gar Pyar Humara Sacha Hai Lyrics

From Tarzan In Fairyland (1968)

Music
Jimmy
Lyricist
Shevan Rizvi
Duration
3:04
Gar pyar hamara sacha Har takat ko lalkarega Ye pyar kabhi na hara hai Ye pyar kabhi na hara hai Ye pyar kabhi na harega Ye pyar kabhi na harega Julm duniya me sada Pyar pe hota raha Parchame ishq magar Ho ke uncha na jhuka Jo kadam aage bada Badke piche na hata Jo kadam aage bada Badke piche na hata Ishq mohabbat ke liye Taaz aur taqt diye Teer aur talwar chale Vaar pe vaar chale O pyar jab jhuk na saka Aayi duniya ki sada O pyar jab jhuk na saka Aayi duniya ki sada Ha pyar jab jhuk na saka Aayi duniya ki sada Kya, is pyar se duniya hari hai Ye pyar kabhi na hara hai Ye pyar kabhi na harega Ye pyar kabhi na harega Kisaye kaid bhi sun Jisko thi ishq ki dhun Taar daman me na tha Phul gulshan na tha Dil ki murjai kali Aarzoo dil ki jali Marte marte na chuti Haye laila ki gali Ishq me ho ke fanna Aisa diwana bana Jo bhi tirbat pe gaya Aayi tirbat se sada Jo bhi tirbat pe gaya Aayi tirbat se sada Kya, is pyar se duniya hari hai Ye pyar kabhi na hara hai Ye pyar kabhi na harega Ye pyar kabhi na hareg.
Gar Pyar Humara Sacha Hai Lyrics - Tarzan In Fairyland (1968) | Indian Film History