Indian Film History

Hamara Haal Lyrics

From Team - The Force (2009)

Duration
4:34
Hamaara haal ham kya bataaye, Paas aaoge toh jaan jaaoge Hamaara haal ham kya bataaye, Paas aaoge toh jaan jaaoge Tadap dil ki ham kya bataaye, Dil lagaaoge toh jaan jaaoge Hamaara haal ham kya bataaye, Paas aaoge toh jaan jaaoge Tumse yeh kehana hai, Yeh shaam hame de do Kuchh bhi khata kar lo, Iljaam hame de do Tumse yeh kehana hai, Yeh shaam hame de do Kuchh bhi khata kar lo, Iljaam hame de do Tum raat bhar meri baaho mein Kho jaao, bas mere ho jaao Yeh jo ikraar sang ji liye toh, Zindagi bhar na bhul paaoge Hamaara haal ham kya bataaye, Paas aaoge toh jaan jaaoge Tadap dil ki ham kya bataaye, Dil lagaaoge toh jaan jaaoge Hoto se hoto ki shabnam chura lo tum Iss raat me jal jal ke har aag bhujha lo tum Hoto se hoto ki shabnam chura lo tum Iss raat me jal jal ke har aag bhujha lo tum Yeh jism pyaasa hai, baarish jara kar do, Khwaaish meri samjho Yeh dil ki baat hamko yakin hai, Dhire dhire tum maan jaaoge Hamaara haal ham kya bataaye, Paas aaoge toh jaan jaaoge Tadap dil ki ham kya bataaye, Dil lagaaoge toh jaan jaaoge.

More songs from Team - The Force

Hamara Haal Lyrics - Team - The Force (2009) | Indian Film History