Indian Film History

Kitna Meetha Hota Hai Lyrics

From Teen Batti Char Raasta (1953)

Lyricist
P L Santoshi
Duration
2:58
Kitna mitha hota hai kitna pyara hota hai Kisi ke pyar mein kho jana, kho jana Kisi ka ho jana, kisi ka ho jana Kitna mitha hota hai kitna pyara hota hai Kisi ke pyar mein kho jana, kho jana Kisi ka ho jana, kisi ka ho jana Kya yahi hai wo ada jisme haya ka hai surur Kya yahi hai wo nasha jisme hazaro dil hai chur Kya yahi jo dil mein rahkar bhi hai dil se dur dur Kya iski jyot se faila mera naine noor Kitna mitha hota hai kitna pyara hota hai Kisi ke pyar mein kho jana, kho jana Kisi ka ho jana, kisi ka ho jana Kya yahi hai wo nigah jispe fida andaj hai Kya yahi hai wo sada jispar wafa ko naaz hai Kya rasilo geeto ka surila saaz hai Kya duniya ki khushiyo ka ye suhana raaz hai Kitna mitha hota hai kitna pyara hota hai Kisi ke pyar mein kho jana, kho jana Kisi ka ho jana, kisi ka ho jana Kitna mitha hota hai kitna pyara hota hai Kisi ke pyar mein kho jana, kho jana Kisi ka ho jana, kisi ka ho jana.

More songs from Teen Batti Char Raasta

Kitna Meetha Hota Hai Lyrics - Teen Batti Char Raasta (1953) | Indian Film History