Indian Film History

Ban Me Bole Bulbul Aur Man Me Bole Maina Lyrics

From Teen Bhai (1955)

Lyricist
Bharat Vyas
Duration
4:36
Ban Me Bole Bulbul Aur Man Me Bole Maina ho ban me bole ban me bole bulbul aur man me bole maina re ud ud jaye ho ud ud jaye gagan me more naina ban me bole ban me bole bulbul aur man me bole maina ho ban me bole ye kaare kaare badal bajaye mithi mashak o ha ha ha ye kaare kaare badal bajaye mithi mashak ye sun sun ankhiyo me faila jaye kajal o faila jaye kajal laage re laage sunhare laage sunhare laage din ye ruphale laage naina re ud ud jaye ho ud ud jaye gagan me more naina ban me bole ye kaare kaare badal bajaye mithi mashak o ha ha ha ye kaare kaare badal bajaye mithi mashak ye sun sun ankhiyo me faila jaye kajal o faila jaye kajal laage re laage sunhare laage sunhare laage din ye ruphale laage naina re ud ud jaye ho ud ud jaye gagan me more naina ban me bole ban me bole bulbul aur man me bole maina ho ban me bole ye mithi mithi ghadiya jo moti si ki ladiya o ha ha ha ye mithi mithi ghadiya jo moti si ki ladiya o lagi lagi fagun me phulo ki phuljhadiya ho phulo ki phuljhadiya main kisse kahu kisse kahu main kisse kahu baat meri kaun sune baina re ud ud jaye ho ud ud jaye gagan me more naina ban me bole ye mithi mithi ghadiya jo moti si ki ladiya o ha ha ha ye mithi mithi ghadiya jo moti si ki ladiya o lagi lagi fagun me phulo ki phuljhadiya ho phulo ki phuljhadiya main kisse kahu kisse kahu main kisse kahu baat meri kaun sune baina re ud ud jaye ho ud ud jaye gagan me more naina ban me bole

More songs from Teen Bhai

Ban Me Bole Bulbul Aur Man Me Bole Maina Lyrics - Teen Bhai (1955) | Indian Film History