Indian Film History

Are Yaar Meri Tum Bhi Ho Lyrics

From Teen Devian (1965)

Duration
6:29
Are yaar meri tum bhi ho Gazab ghunghat toh jara odho Aha maano kaha abb tum ho Jawaan meri jaan ladakpan chhodo Jab meri chunariya malmal ki Phir kyon na phiru jhalki jhalki Are yaar meri tum bhi ho Gazab ghunghat toh jara odho Aha maano kaha abb tum ho Jawaan meri jaan ladakpan chhodo Koyi jo mujhako haath lagaayega Haath na usake aaungi Mai tere mann ki laal pari Hu re mann me tere udd jaaungi Koyi jo mujhako haath lagaayega Haath na usake aaungi Mai tere mann ki laal pari hu re Mann me tere udd jaaungi Tum pari toh jarur ho Par badi mashahur ho Jab meri chunariya Malmal ki phir kyon Na phiru jhalki jhalki Are yaar meri tum bhi ho Gazab ghunghat toh jara odho Aha maano kaha abb tum ho Jawaan meri jaan ladakpan chhodo Dekhake tarse laakh yeh Bhanvare aur inhe tarasaaungi Teri gali ki ek kali hu Tere gale lag jaaungi Dekhake tarse laakh yeh Bhanvare aur inhe tarasaaungi Teri gali ki ek kali hu Tere gale lag jaaungi Tum kali toh jarur ho Par badi mashahur ho Jab meri chunariya Malmal ki phir kyon Na phiru jhalki jhalki Are yaar meri tum bhi ho Gazab ghunghat toh jara odho Aha maano kaha abb tum ho Jawaan meri jaan ladakpan chhodo Dalake ghunghata rup ko Apne aur nahi mai chhupaaungi Sundari banake teri balmawa Aaj toh mai laharaaungi Dalake ghunghata rup ko Apne aur nahi mai chhupaaungi Sundari banake teri balmawa Aaj toh mai laharaaungi Sundari toh jarur ho Par badi mashahur ho Jab meri chunariya Malmal ki phir kyon Na phiru jhalki jhalki Are yaar meri tum bhi ho Gazab ghunghat toh jara odho Aha maano kaha abb tum ho Jawaan meri jaan ladakpan chhodo Jab meri chunariya malmal Ki phir kyon na phiru jhalki jhalki Are yaar meri tum bhi ho Gazab ghunghat toh jara odho Aha maano kaha abb tum ho Jawaan meri jaan ladakpan chhodo.

More songs from Teen Devian

Are Yaar Meri Tum Bhi Ho Lyrics - Teen Devian (1965) | Indian Film History