Indian Film History

Salaam Salaam Main Aa Gaya Lyrics

From Teesri Aankh (1982)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
8:23
Salaam salaam salaam salaam main aa gaya Liya kisi ne mera naam mai aa gaya Salaam salaam salaam salaam main aa gaya Liya kisi ne mera naam main aa gaya Aaya kaha se jaunga kaise Aaya kaha se jaunga kaise Ye na puchho tum dosto Salaam salaam salaam salaam main aa gaya Liya kisi ne mera naam main aa gaya Mere sahib chhup gaye kyu samne aa jayiye Mere layak koi khidmat ho to fir farmayiye Mere sahib chhup gaye kyu samne aa jayiye Mere layak koi khidmat ho to fir farmayiye Aapko jiski yad me nind aati nahi Nur ka woh purana mai aa gaya Liya kisi ne mera naam main aa gaya Kya karu mai mere dil ko dillagi ka shauk hai Aap jaise dusmano se dosti ka shauk hai Kya karu mai mere dil ko dillagi ka shauk hai Aap jaise dusmano se dosti ka shauk hai Yaro dalo hath purani bato par Liye hue naye payam mai aa gaya Liya kisi ne mera naam mai aa gaya Salaam salaam salaam salaam Salaam salaam salaam salaam main aa gaya Liya kisi ne mera naam main aa gaya.

More songs from Teesri Aankh

Salaam Salaam Main Aa Gaya Lyrics - Teesri Aankh (1982) | Indian Film History