Ban Kar Aandhi Lyrics | Tejasvini

                        
                        Ban kar aandhi tufaani
Ladti jaa zulm se mardaani
Ban kar aandhi tufaani
Ladti jaa zulm se mardaani
Tu shakti hai tu jwala hai
Tu durga tu hi bhawaani

Ban kar aandhi tufaani
Ladti jaa zulm se mardaani
Gaddaro ki bali chadha de
Shaitano ka raaz mita de
Shaan bacha khaaki wardi ki
Kar jo tune hai thaani

Ban kar aandhi tufaani
Ladti jaa zulm se mardaani
Tu shakti hai tu jwala hai
Tu durga tu hi bhawaani
Ban kar aandhi tufaani
Ladti jaa zulm se mardaani
Ban kar aandhi tufaani
Ladti jaa zulm se mardaani

Yeh zaalim hai ye ka shaitaan
Isne naari ka loota hai maan
Kaale koat ki leke panaah
Ye chhupaye apne saare gunaah
Kal jo ye neta ban jaaye
Poore desh ko becha ke kha jaye
Aise gaddaro ko khulle aam hai
Phaansi dilvaani
Ban kar aandhi tufaani
Ladti jaa zulm se mardaani
Ban kar aandhi tufaani
Ladti jaa zulm se mardaani.