Indian Film History

Dekho Rootha Na Karo Lyrics

From Tere Ghar Ke Samne (1963)

Duration
3:46
Dekho ruthha na karo Baat najaro ki suno Ham na bolenge kabhi Tum sataaya na karo Dekho ruthha na karo Baat najaro ki suno Ham na bolenge kabhi Tum sataaya na karo Chehara toh laal huwa Kya kya haal huwa Iss ada par teri Mai toh pamaal huwa Tum bigadane jo Lago aur bhi hasin lago Ham na bolenge kabhi Tum sataaya na karo Dekho ruthha na karo Baat najaro ki suno Jaan par meri bani Aap ki thhahari hasi Haay mai jaan gayi Pyaar ki fitanagari Dil jalane ke liye Thandi aahe na bharo Dekho ruthha na karo Baat najaro ki suno Ham na bolenge kabhi Tum sataaya na karo Teri khushbu ne mere Hosh bhi chhin liye Hai khushi aaj hame Tere pahalu me ghire Dil ki dhadakan pe zara Phul sa haath rakho Ham na bolenge kabhi Tum sataaya na karo Dekho ruthha na karo Baat najaro ki suno Kya kahega yeh sama Inn raaho kaa dhuwa Laaj aaye mujhe Mujhko laaye ho kaha Ham tumhe maan gaye Tum bade woh ho hato Dekho ruthha na karo Baat najaro ki suno Ham na bolenge kabhi Tum sataaya na karo Dekho ruthha na karo.

More songs from Tere Ghar Ke Samne