Indian Film History

Morey Saiyan Lyrics

From Teree Sang (2009)

Duration
4:48
Dil ko dil se lagaake jaana Dil ko tod na dena ho.. Yeh dil kehata hai Is dil mein tu hi rehata hai Wo..ho Yeh dil kehata hai Is dil mein tu hi rehata hai Morey saiyaan… Morey saiyaan… Morey saiyaan… Morey saiyaan… Tere ishq ke khatir jaana Zakhm main saare sahunga Waada hai yeh nibhaana jaana Tere sang rahunga Yeh dil kehata hai Is dil mein tu hi rehata hai Wo..ho Yeh dil kehata hai Is dil mein tu hi rehata hai Morey saiyaan… Morey saiyaan… Morey saiyaan… Morey saiyaan… Ulfat ke afsaano mein haan Shiddat jo ho jaaye shaamil Aasaan ho jaaye yeh safar Kadmon ko chum le manzil Yeh dil kehata hai Is dil mein tu hi rehata hai Wo..ho Yeh dil kehata hai Is dil mein tu hi rehata hai Morey saiyaan… Morey saiyaan… Morey saiyaan… Morey saiyaan… Pura saath nibhaana jaana Bich mein chood na dena Dil ko dil se lagaake jana Dil ko tod na dena.

More songs from Teree Sang