Har Jawan Dil Ko Kisi Se Pyar Lyrics | Teri Payal Mere Geet

                        
                        Ho ho ho ho ho ho
Zindagi mein kam se kam
Ek baar hota hai
Zindagi mein kam se kam
Ek baar hota hai
Har jawan dil ko hoo
Har jawan dil ko
Kisi se pyar hota hai
Hoo har jawan dil ko
Kisi se pyar hota hai
Hoo zindagi mein
Kam se kam
Ek baar hota hai
Jaagti hai aag dil mein
Jab mohabbat ki
Hoo jaagti hai aag dil mein
Jab mohabbat ki
Wo ghadi hoti hai yaaro
Kis qayamat ki
Hoo wo ghadi hoti hai yaaro
Kis qayamat ki

Hoo jab nazar ka tir
Dil ke paar hota hai
Hoo har jawan dil ko
Kisi se pyar hota hai
Ek haseena ne
Hamara dil churaya hai
Hoo ek haseena ne
Hamara dil churaya hai
Yaad ki usne hame
Saayar banaya hai
Hoo yaad ki usne hame
Saayar banaya hai
Hoo ek ghazal hoti hai
Jab deedar hota hai
Hoo ek ghazal hoti hai
Jab deedar hota hai
Rokata hai ye zamaana
Raah jab dil ki
Hoo rokata hai ye zamaana
Raah jab dil ki
Aarzoo badh jaati hai
Kuch aur manzil ki
Hoo aarzoo badh jaati hai
Kuch aur manzil ki
Hoo pyaar ka
Jab raasta duswar hota hai
Zindagi mein kam se kam
Ek baar hota hai
Har jawan dil ko
Kisi se pyar hota hai.