Kisi Ke Vaade Pe Lyrics | The Burning Train

Lyricist : Sahir Ludhianvi
Music Director : B R Chopra , R D Burman
Singer : Asha Bhosle
                        
                        Kisi ke wade pe kyu
Aitbaar hamne kiya
Kisi ke wade pe kyu
Aitbaar hamne kiya
Na aane walo ka kyu
Na aane walo ka kyu
Intzar hamne kiya
Kisi ke wade pe kyu
Aitbaar hamne kiya

Na wo hamare hue
Aur na hum rahe apne
Na wo hamare hue
Aur na hum rahe apne
Mohabbato ka azab
Mohabbato ka azab
Karobar hamne kiya
Kisi ke wade pe kyu

Aitbaar hamne kiya

Wo khel khel rahe
Wo khel khel chuke
Wo khel khel rahe
Wo khel khel chuke
Khata hamari thi kyu
Khata hamari thi kyu
Unse pyar kiya hamne
Kisi ke wade pe kyu
Aitbaar hamne kiya

Bichad ke unse na jad
Dil kisi tarah badla
Bichad ke unse na jad
Dil kisi tarah badla
Sharab khane ka rujh
Sharab khane ka rujh
Ikhtiyar hamne kiya
Na aane walo ka kyu
Na aane walo ka kyu
Intzar hamne kiya
Kisi ke wade pe kyu
Aitbaar hamne kiya.