Indian Film History

Ankhon Ne Lyrics

From The Film Emotional Atyachar (2010)

Duration
4:37
Aankhon Ne Aankhon Ko Hai Chuwa Naya Naya Ehsaas Huwa Aankhon Ne Aankhon Ko Hai Chuwa Naya Naya Ehsaas Huwa Kya Main Kahun, Kya Hone Laga Aankhon Ne Aankhon Ko Hai Chuwa Naya Naya Ehsaas Huwa Kya Main Kahun, Kya Hone Laga Dil Yeh Deewana Khone Laga Halka Halka Nasha Hai, Halka Khumaar Hai Jaadu Hai, Bekhudi Hai, Ya Phir Yeh Pyaar Hai Khuwabon Mein Koi Aane Laga Raaton Ko Mujh Ko Jagaane Laga Khuwabon Mein Koi Aane Laga Raaton Ko Mujh Ko Jagaane Laga Kya Main Kahun, Kya Hone Laga Khuwabon Mein Koi Aane Laga Raaton Ko Mujh Ko Jagaane Laga Kya Main Kahun, Kya Hone Laga Dil Yeh Deewana Khone Laga Mehki Mehki Hai Dharkan, Mehki Hai Zindagi Jaane Kis Morr Pe Yeh Le Aaii Aashiqi Bas Mein Nahi Hain Saansain Meri Pyar Ki Sab Hai Jaadu-Gari Bas Mein Nahi Hain Saansain Meri Pyar Ki Sab Hai Jaadu-Gari Kya Main Kahun, Kya Hone Laga Bas Mein Nahi Hain Saansain Meri Pyar Ki Sab Hai Jaadu-Gari Kya Main Kahun, Kya Hone Laga Dil Yeh Deewana Khone Laga

More songs from The Film Emotional Atyachar

Ankhon Ne Lyrics - The Film Emotional Atyachar (2010) | Indian Film History