Indian Film History

Tum Kitane Din Baad Mile Lyrics

From The Great Gambler (1979)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
3:17
Tum kitane din baad mile Tum itane din kaha rahe Jaanke kyon anjaan bane Koyi usase kya kahe Tumane hai jaana nahi Hame pahchaana nahi La la la la Tum kitane din baad mile Tum itane din kaha rahe Jaanke kyon anjaan bane Koyi usase kya kahe Tumne hai jaana nahi Hame pahchaana nahi La la la la Bade afsos ki hai baat mile Toh milaya bhi nahi haath Bade afsos ki hai baat mile Toh milaya nahi haath Bade afsos ki hai baat mile Toh milaya nahi haath Baithe ho aankh churaake Dekho toh aankh milaake Hamko hai kya shikaayat Puchho toh paas bulaake Puchh bhi lo naa Are tumne hai jaana nahi Hame pahchaana nahi La la la la Tum kitane din baad mile Tum itane din kaha rahe Jaanke kyon anjaan bane Koyi usase kya kahe Tumane hai jaana nahi Hame pahchaana nahi La la la la Koyi nahi tha woh tum hi the Koyi nahi tha woh ham hi the Koyi nahi tha woh tum hi the Koyi nahi tha woh ham hi the Ham tum ne jo dosti Sine mai aag si thi Jaane woh dillagi thi Ya woh dil ki lagi thi Tumne hai jaana nahi Hame pahchaana nahi La la la la Tum kitane din baad mile Tum itane din kaha rahe Jaanke kyon anjaan bane Koyi usase kya kahe Tumane hai jaana nahi Hame pahchaana nahi

More songs from The Great Gambler

Tum Kitane Din Baad Mile Lyrics - The Great Gambler (1979) | Indian Film History