Indian Film History

Chhaiyan Re Chhaiyan Re Lyrics

From The Train (1970)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
4:51
Chhaiyan re chhaiyan taro ke chaiyan Saiyann re saiyann chupake saiyan Aise pakad li ni baiya Main ka karu, main ka karu Main ka karu, main main ka karu Chhaiyan re chhaiyan taro ke chaiyan Saiyan re saiyan chhupake saiyan Aise pakad li ni baiya Main ka karu, main ka karu Chor nikala wo sehri babu Chor nikala wo sehri babu Nind cura li mori Uski mithi baato mein aa gayi Main gaav ki gori Haye prem ki ankhiyan pyar ki batiyan Haye prem ki ankhiyan pyar ki batiyan Jaise bhul balaiya Main ka karu, main ka karu Chhaiyan re chhaiyan taro ke chhaiyan Saiyan re saiyan chupake saiyan Aise pakad li ni baiya main ka karu Bedardi ko haye bali umar pe Haye taras na aaya Bedardi ko haye bali umar pe Haye taras na aaya Jaise dekha aisa dekha Jaise teer chalaka Wo na mana koi bahana Wo na mana koi bahana Lakh padi main paiyan Main ka karu, main ka karu Chhaiyan re chhaiyan taro ke chhaiyan Saiyan re saiyan chupake saiyan Aise pakad li ni baiya mai ka karu.

More songs from The Train

Chhaiyan Re Chhaiyan Re Lyrics - The Train (1970) | Indian Film History