Indian Film History

Pyaar Hua Jab Lyrics

From Thoda Lutf Thoda Ishq (2015)

Duration
2:08
Pyaar hua jab tujhse Rango ne bola mausam se.. Pyaar hua jab tujhse Rango ne bola mausam se.. Iss pyaar ki bahaar mein Hum bhi bikhar jaaye.. Dil ne tujhe jab apna maana Boli hawa tu hai deewana Jiske pyaar mein wo umr bhar Tujhsa tujhe chahe.. Ho ho ho.. Achha lagta hai tera Nazdeek rehna.. Tera ehsaas bada lubhata hai.. Inn jaadui lamho mein karishma hai Jo kahe tu bahot mujhko chahta hai.. Mujhpe tera yun haq jatana Toot ke chahna pyaar lutana Tera iss kadar mujhpe asar Pagal na kar jaaye Pyaar hua jab tujhse Rango ne bola mausam se Iss pyaar ki bahaar mein Hum bhi nikhar jaaye.. Achha lagta hai tera Besabr rehna.. Tadap ke haal-e-dil Tu keh jaata hai.. Bekaraari junoon banke jaan leti hai Hum simat lamho mein pighal jaata hai Lehre bann saansein takrana Honthon ki kashti ka doobte jaana Kab ka yun tufan ka aakar chale jaana.

More songs from Thoda Lutf Thoda Ishq

Pyaar Hua Jab Lyrics - Thoda Lutf Thoda Ishq (2015) | Indian Film History