Pyar Se Pyara Lyrics | Tohfa Mohabbat Ka

                        
                        Pyar se pyara kuchh bhi nahin
Pyar se pyara kuchh bhi nahin
Ma ke man ka sahara mile to
Janam ye sara kuchh bhi nahin
Pyar se pyara kuchh bhi nahin
Pyar se pyara kuchh bhi nahin

Husne mala subhe bnaras
Ya tu avadh ki shan
Sun pariyo ki rajkumari
Hum to iske devta
Zulfe teri sawan ke badal
Aankhe gulabi jam
Tujhko kahu gulbadan gulbadama
Kya doon tujhko naam
Masti bhari is char ke aage
Nadiya ki dhara kuchh bhi nahin
Pyar se pyara kuchh bhi nahin
Pyar se pyara kuchh bhi nahin.