Indian Film History

Sacche Ka Bolbala Lyrics

From Toofan (1975)

Duration
4:18
Sache ka sache ka bolbala Jhute ka jhute ka muh kala Sache ka sache ka bolbala Jhute ka jhute ka muh kala Jhute ko do parano ka dand Sache ko pahnau phul mala Sache ka sache ka bolbala Jhute ka jhute ka muh kala Sache ka sache ka bolbala Jhute ka jhute ka muh kala Kitn ehi koi deepak dikhaye Suraj to chamke hi chamke Kaisa bhi ho ghanghor andhera Hira to dhamke hi dhamke Hira to dhamke hi dhamke Har har chij hai benur To jo nahi hai aankh wala Sache ka sache ka bolbala Jhute ka jhute ka muh kala Sache ka sache ka bolbala Jhute ka jhute ka muh kala Auro ke pag me kante bichha ke Mushkil hai phulo pe sona Mushkil hai phulo pe sona Din rat jo duniya ko rulaye Usko bhi padta hai rona Usko bhi padta hai rona Phat gaya dhol khul gayi pol Sache ne khol diya har tala Sache ka sache ka bolbala Jhute ka jhute ka muh kala Sache ka sache ka bolbala Jhute ka jhute ka muh kala Jhute ko do parano ka dand Sache ko pahnau phul mala Sache ka sache ka bolbala Jhute ka jhute ka muh kala Sache ka sache ka bolbala Jhute ka jhute ka muh kala.

More songs from Toofan

Sacche Ka Bolbala Lyrics - Toofan (1975) | Indian Film History