Aankho Me Aankhe Dal Ke Lyrics | Toofan Aur Diya

                        
                        Aankho me aankhe dal ke
Kya kahna chahte ho
Kya kahna chahte ho
Aankho me aankhe dal ke
Kya kahna chahte ho
Kya kahna chahte ho
Mere dil ki nagri me
Kya tum rahna chahte ho
Aankho me aankhe dal ke

Dhadkan to suno
Suno tumhe sunau
Bin rup jawani ka raz hai
Bin rup jawani ka raz hai
Dhua na uthe chingari na dikhe
Ye dil lagi nayi aag hai
Ye dil lagi nayi aag hai
Thandi thandi thandi thandi
Thandi thandi is aag me
Kya jalna chahte ho
Kya jalna chahte ho
Mere dil ki nagri me
Kya tum rahna chahte ho
Aankho me aankhe dal ke

Mere pyar ka dariya hukam kare
Tufan bhi aate hai
Tufan bhi aate hai
Tu pal wahi aake zameen
Pe wo dub jate hai
Zameen pe wo dub jate hai
Ulfat ki ulfat ki
Ulfat ki bahar me
Kya bahna chahte ho
Mere dil ki nagri me
Kya tum rahna chahte ho
Aankho me aankhe dal ke
Kya kahna chahte ho
Kya kahna chahte ho
Mere dil ki nagri me
Kya tum rahna chahte ho
Aankho me aankhe dal ke.