Indian Film History

Zara Bach Ke Lyrics

From Tower House (1962)

Music
Ravi
Lyricist
S H bihari
Duration
4:19
Zara bach ke shikari shikar karna Zara bach ke shikari shikar karna Naina jaane humare bhi war karna Naina jaane humare bhi war karna Zara bach ke shikari shikar karna Ho zara bach ke Kisi ki sokh ada dekh kar dil na jalao Khake aachal ki hawa Kyu machalta hai bhala Ja re ja o deewane teri bhul hai Ja re ja o deewane teri bhul hai Dil humare liye bekrar karna Zara bach ke shikari shikar karna Zara bach ke shikari shikar karna Naina jaane humare bhi war karna Naina jaane humare bhi war karna Zara bach ke shikari shikar karna Ho zara bach ke Phul se gal bhi hai reshmi bal bhi hai Aaj to bikhre huye zulf ke jal bhi hai Phul se gal bhi hai reshmi bal bhi hai Aaj to bikhre huye julf ke jal bhi hai Baat mane na mane humari magar Baat mane na mane humari magar Kaam apna hai to hoshiyar karna Zara bach ke shikari shikar karna Zara bach ke shikari shikar karna Naina jaane humare bhi war karna Naina jaane humare bhi war karna Zara bach ke shikari shikar karna Ho zara bach ke Jaan pyari hai agar yu na phir dekho idhar Dekh kar teere nazar mar de hum jo agar Jaan pyari hai agar yu na phir dekho idhar Dekh kar teere nazar mar de hum jo agar Umar bhar chhote khakar tadapta rahe Umar bhar chhote khakar tadapta rahe Bhul jaaye haseeno se pyar karna Zara bach ke shikari shikar karna Zara bach ke shikari shikar karna Naina jaane humare bhi war karna Naina jaane humare bhi war karna Zara bach ke shikari shikar karna Ho zara bach ke.

More songs from Tower House

Zara Bach Ke Lyrics - Tower House (1962) | Indian Film History