Sadiya Saal Mahine Din Prem Pareeksha Badi Kathin Lyrics | Trimurti

                        
                        sadiya saal mahine din
prem pariksa badi kathin
kaise jiye haye kaise jiye
tere bin tere bin
ye mausam bhulo ka mausam
ho na jaye bhul koi
apne dil me chub na jaye
kanta bankar phul koi
ye mausam bhulo ka mausam
ho na jaye bhul koi
apne dil me chub na jaye
kanta bankar phul koi
mai nadaan tu kamsin
saat samandhar par karenege
saat samandhar par karenege
ji na sake to dhub marenge
ji na sake to dhub marenge
pyar karenge hum lekin
sadiya saal mahine din
sadiya saal mahine din
prem pariksa badi kathin
kaise jiye haye kaise jiye
tere bin tere bin