Indian Film History

Aaya Main Yahan Lyrics

From Trinetra (1991)

Singers
Kumar Sanu
Duration
3:30
Aaya main yaha Tere liye mere sanam Aaya main yaha Tere liye mere sanam Tu jo kahe jhum ke main Gata rahu dilbar Dekh jara mud ke idhar Kya kya tarane laya Aaya main yaha Tere liye mere sanam Aaya main yaha Tere liye mere sanam Sanso ki sama bujne lagi hain Aanko mein chhaya gahara andhera Bach ke yaha se jana hain muskil Charo taraf hain maut ka pahera Mere masiha yaha Aake pakad le mujhe Koi chhuda na sake Aise jakad le mujhe Mere bhole sanam Tere sar ki kasam Ja ke fir na kabhi laut aaunga Main tujhe chhodh ke chala jaunga Main tujhe chhodh ke chala jaunga.

More songs from Trinetra

Aaya Main Yahan Lyrics - Trinetra (1991) | Indian Film History