Bole Radha Shaym Diwani Pee Ka Mukhda Bhor Suhani Lyrics | Tumhare Liye

Lyricist : Naqsh Lyallpuri
Music Director : Raj Tilak , Jaidev
Singer : Lata Mangeshkar
                        
                        bole radhe shyam diwani
ho bole radha shyam diwani, pi ka mukhda bhor suhani
prit bina hai jiwan aise
prit bina hai jiwan aise, jaise nadiya ho bin pani
govindam govindam, govindam govindam
govindam govindam, govindam govindam
mere mana, mere mana mere mana

man ka nata, man ka bandhan, itna pyara kitna pavan
man ka nata
man ka nata, man ka bandhan, kitna pyara kitna pawan
kayi yogo se janam janam se, mai mohan ki mera mohan
govindam govindam, govindam govindam
bhaj mere mana
govindam govindam, govindam govindam

naino me hai chav matwari
naino me hai chav matwari, dhun murli ki lage pyari
jabse aayi pi charno me
jabse aayi pi charno me ,maine tyagi dunia sari
govindam govindam, govindam govindam
bhaj mere mana
govindam govindam, govindam govindam
govindam govindam, govindam govindam
govindam govindam, govindam govindam
mere mana, mere mana, mere mana
govindam govindam, govindam govindam
mere manas