Kyon Khanke Teri Choodi Lyrics | Tumko Na Bhool Paayenge

                        
                        Kyoon khanke teri choodi
Kyoon chamke teri bindiya
Kyoon khanke teri choodi
Kyoon chamke teri bindiya
Kyoon chhanke teri paayal
Kyoon khanke tera kangana

Meri choodi, meri bindiya
Meri choodi, meri bindiya
Meri paayal kangana
Arre apne hosh gawa baithe hai
Jab se mile ho tum sajna

Oh, kyoon khanke teri choodi
Kyoon chamke teri bindiya

Ho, jawaani mein aisa hota hai gori
Khanakta hai kangana, bajti hai choodi

Mohabbat na samjhe, kaisa hai anari
Mohabbat nahin to kaisi jawaani

Rab ne banaayi hai jodi hamaari

Meri choodi, arre meri bindiya
Meri choodi, meri bindiya
Meri paayal kangana
Apne hosh gawa baithe hai
Jab se mile ho tum sajna

Kyoon khanke teri choodi
Kyoon chamke teri bindiya
Ho, main na mila to kaise jeeyogi
Apni mohabbat kisko kahogi
Kal jo bhi hoga kisko khabar hai
Zara soch tanha kaise rahogi
Kaise rahogi

Main to mar jaaoongi, kuch kar jaaoongi

Main to mar jaaoongi, kuch kar jaaoongi
Tune saath jo mera chhoda
Tune saath jo mera chhoda

Ho mera sab kuch tere sadke
Haan mera sab kuch tere sadke
Sun le dilbar jaani
Arre apni jaan gawa doonga
Main tujhpe o deewani, haan!
Kyoon khanke teri choodi
Kyoon chamke teri bindiya
Kyoon chhanke teri paayal
Kyoon khanke tera kangana

Arre meri choodi, meri bindiya
Meri choodi, meri bindiya
Meri paayal kangana
Apne hosh gawa baithe hai
Jab se mile ho tum sajna

Kyoon khanke teri choodi
Kyoon chamke teri bindiya