Yu To Hamne Lakh Hasin Dekhe Hai, Tumsa Nahi Dekha (Female Version) Lyrics | Tumsa Nahin Dekha

                        
                        yu to hamne lakh hasin dekhe hai
tumsa nahi dekha
ho, tumasa nahi dekha
yu to hamne lakh hasin dekhe hai
tumsa nahi dekha
ho, tumasa nahi dekha

uf ye nazar uf ye ada
uf ye nazar uf ye ada
kaun na ab hoga fida
zulfe hai ya badliya
aankhe hai ya bijliya
jane kis kiski aaegi sazaa
yu to hamne lakh hasin dekhe hai
tumsa nahi dekha
tumsa nahi dekha