Bhagwan Kis Kasoor Ki Lyrics | Tyagi

                        
                        Bhagwan Kis Kasoor
Ki Di Hain Ise Saja
Zindagi Yahin Hain
To Hain Zindagi Mein Kya

Bhagwan Kis Kasoor
Ki Di Hain Ise Saja
Zindagi Yahin Hain
To Hain Zindagi Mein Kya
Zindagi Yahin Hain
To Hain Zindagi Mein Kya

Pahenli Tune Khud Hathkadiya
Par Auro Ko Bachaya
Tu Kya Jaane Unke
Mann Main Kitna Paap Samya
Aaj Ye Jaana Kyun Ye
Paapi Duniya Tiki Huyi Hain
Tuj Jaise Ache Logo Se
Dharti Tiki Huyi Hai

Bhagwan Kis Kasoor
Ki Di Hain Ise Saja
Zindagi Yahin Hain
To Hain Zindagi Mein Kya
Zindagi Yahin Hain
To Hain Zindagi Mein Kya
Zindagi Yahin Hain
To Hain Zindagi Mein Kya.