Maa Kabhi Main Bhi Piya Ghar Jaaungi Lyrics | Udhar Ka Sindur

                        
                        maa kabhi mai bhi piya ghar jaungi ho
bhigi bhigi palken kb tk chupaungi
maa kabhi mai bhi piya ghar jaungi ho
bhigi bhigi palken kb tk chupaungi
maa kabhi mai bhi piya ghar jaungi ho

pal do pal ko bhare agar aati hai
pal do pal ko bhare agar aati hai
lekar lali chunriya gujar jati hai
piya nam ka sindur jis din rachaungi
maa kabhi mai bhi piya ghar jaungi ho
maa kabhi mai bhi piya ghar jaungi ho.