Duniyawalon Ko Nahi Kuch Bhi Khabar Lyrics | Umar

                        
                        Duniyawaalo ko nahi kuchh bhi khabar
Duniyawaalo ko nahi kuchh bhi khabar
Kahe pyaar karne ki hai yeh koyi umar
Ham kahe dil se dil mile jo agar
Ham kahe dil se dil mile jo agar
Tab hain pyaar karne ki har ek umar
Tab hain pyaar karne ki har ek umar
Duniyawaalo ko nahi kuchh bhi khabar
Duniyawaalo ko nahi kuchh bhi khabar
Kahe pyaar karne ki hai yeh koyi umar
Ham kahe dil se dil mile jo agar
Ham kahe dil se dil mile jo agar
Tab hain pyaar karne ki har ek umar

Tab hain pyaar karne ki har ek umar
Duniyawaalo ko nahi kuchh bhi khabar
Nahi kuchh bhi khabar

Raat din sina kyun phadakata hain
Sine mein dil kyun dhadakata hain
Raat din sina kyun phadakata hain
Sine mein dil kyun dhadakata hain
Kahi toh hain woh hasina koyi
Jisake liye dil yeh tadapta hai
Koyi kahe gulbatar
Jaane chaman hain kaha
Koyi kahe gulbatar
Jaane chaman hain kaha
Duniyawaalo ki nahi kuchh bhi khabar
Kahe pyaar karne ki hai yeh koyi umar
Ham kahe dil se dil mile jo agar
Ham kahe dil se dil mile jo agar
Tab hain pyaar karne ki har ek umar
Tab hain pyaar karne ki har ek umar
Duniyawaalo ki nahi kuchh bhi khabar

Yeh jahaan ek saraya phani hain
Yaha har chij aani jaani hain
Yeh jahaan ek saraya phani hain
Yaha har chij aani jaani hain
Aake naa jayi woh budhapa hai
Jaake naa aaye woh javaani hain
Gayi akad dhili pakad

Josh magar hain jawaan
Gayi akad dhili pakad
Josh magar hain jawaan
Duniyawaalo ki nahi kuchh bhi khabar
Kahe pyaar karne ko hain yeh koyi umar
Ham kahe dil se dil mile jo agar
Ham kahe dil se dil mile jo agar
Tab hain pyaar karne ki har ek umar
Tab hain pyaar karne ki har ek umar
Duniyawaalo ki nahi kuchh bhi khabar
Duniyawaalo ki nahi kuchh bhi khabar
Kahe pyaar karne ki hain yeh koyi umar
Ham kahe dil se dil mile jo agar
Ham kahe dil se dil mile jo agar
Tab hain pyaar karne ki har ek umar
Tab hain pyaar karne ki har ek umar
Tab hain pyaar karne ki har ek umar
Har ek umar
Tab hain pyaar karne ki umar umar umar.