Ke Sath Lyrics | Undertrial

Lyricist : Sameer
Music Director : Sameer , Anu Malik
Singer : Sudesh Bhosale
                        
                        apun ke sath teri aakhiri raat hain
apun ke sath teri aakhiri raat hain
apun ke sath teri aakhiri raat hain
kal se na bandi na opning

kal se na bandi na opning
na handi, na jhadati, na major ki khitkhit
na handi, na jhadati, na major ki khitkhit
kal ko yaar kalti lene wala hain
kal ko yaar kalti lene wala hain
baahar jake kya kya hone wala hain
are baahar jake kya kya hone wala hain
apun ke sath teri aakhiri raat hain

chhappan bhog ye khayega
bhabhi se aankh ladayega
shaam se hi sala ye batti bujhayega
shaam se hi sala ye batti bujhayega
waha koi mejar na aa ke jagayega

ise kahte hain shri bala ji ki sasu
shri bala ji ki sasu
shri bala ji ki sasu
shri bala ji ki sasu
shri bala ji ki sasu