Indian Film History

Sitaaron Ki Mehfil Saji Lyrics

From Uran Khatola (1955)

Music
Naushad
Duration
3:31
Aayi thhi raat josh-e-tamanna liye huye Jaati hai ab luti huyi ee ee Duniya liye huye Sitaaron ki mehfil saji tum na aaye Sitaaron ki mehfil saji Tum na aaye Saji tum na aaye Tumhen hum ne aawaaz di sajna aa aa Tumhen hum ne aawaaz di tum na aaye Haaye tum na aaye Haaye tum na aaye Ho o o o o o o Bichhadne ko yeh raat ka kaarwaan hai Haaye kaarwaan hai Hua chaand be-noor Chup aasmaan hai Chup aasmaan hai Chali rooth kar chaandni Tum na aaye Haaye tum na aaye Sitaaron ki mehfil saji Tum na aaye saji tum na aaye Ho o o o o o o Abhi jaagte hain umeedon ke taare Umeedon ke taare Chale aao pyaare muhabbat pukaare Muhabbat pukaare Bahaaron ko neend aa gayi tum na aaye Haaye tum na aaye Haaye tum na aaye Chale aao pyaare muhabbat pukaare Chale aao pyaare muhabbat pukaare.

More songs from Uran Khatola

Sitaaron Ki Mehfil Saji Lyrics - Uran Khatola (1955) | Indian Film History