Indian Film History

Piya Maine Kya Kiya Lyrics

From Us Paar (1974)

Singers
Manna Dey
Lyricist
Yogesh Gaur
Duration
3:46
Mitwa mitwa mitwa Piya maine kya kiya Piya maine kya kiya Mujhe chhod ke jaiyo na Piya maine kya kiya Mujhe chhod ke jaiyo na Piya maine kya kiya Manwa bhuj na paye o Manwa bhuj na paye o Ho gayi kon si bhul re Chal gayi mere pyar ko Kyu patjhad ki dhul re Ruthe tum kis baat pe Ruthe tum kis baat pe Mujhe ye bataiyo Piya maine kya kiya Piya maine kya kiya Mujhe chhod ke jaiyo na Piya maine kya kiya Kuchh bhi kaha na jaye ho Kuchh bhi kaha na jaye ho Chalke bas mere nain re Chhod gaya mera sath ho Beech gagar mein chain re Ban gaye phul babul kyu Ban gaye phul babul kyu Koi to samjhaiyo Piya maine kya kiya Piya maine kya kiya Mujhe chhod ke jaiyo na Mitwa mitwa mitwa Mitwa mitwa mitwa.

More songs from Us Paar

Piya Maine Kya Kiya Lyrics - Us Paar (1974) | Indian Film History