Indian Film History

Barbadiyo Ka Haal Lyrics

From Usha Kiran (1952)

Duration
3:25
Barbadiyon ka haal hum Duniya tujhe sunaye kya Duniya tujhe sunaye kya Barbadiyon ka haal hum Duniya tujhe sunaye kya Duniya tujhe sunaye kya Barbadiyon ka haal hum Aasu bhi aaye mere nain bhige Dil ki lagi bujhaye kya Barbadiyon ka haal hum Rashte ki jab khabar na ho Manjil ka jab pata na ho Aage kadam badhaye kya Piche kadam hataye kya Barbadiyon ka haal hum Chaha tha hamne maut ko Lekin na maut aa saki Jine ki thi jahan mein Mangenge hum duwaye kya Barbadiyon ka haal hum Hamne na paya aye dil Dil leke bijli gir padi Khilte hue chaman mein hum Ab aashiya banaye kya Barbadiyon ka haal hum Duniya tujhe sunaye kya.

More songs from Usha Kiran

Barbadiyo Ka Haal Lyrics - Usha Kiran (1952) | Indian Film History