Indian Film History

Gham E Hasti Se Bas Lyrics

From Vallah Kya Baat Hai (1962)

Music
Roshan
Lyricist
Anand Bakshi
Duration
4:06
Gham e hasti se bas begaana hota Kudaaya kaash main deewana hota Gham e hasti se bas begaana Chali aati qayaamat anjuman mein Chali aati qayaamat anjuman mein Gulon ko aag lag jaati chaman mein Alag baitha Alag baitha koi mastaana hota Kudaaya kaash main deewana hota Gham e hasti se bas begaana Jo dekha hai suna hai zindagi mein Jo dekha hai suna hai zindagi mein Wo banake dard rah jaata na ji mein Faqat ek kwaab Faqat ek kwaab ek afasaana hota Kudaaya kaash main deewana hota Gham e hasti se bas begaana Usi deewanagi mein bekudi mein Usi deewanagi mein bekudi mein Na khulati aankh saari Zindagi mein sada gardish mein Sada gardish mein ik paimaana hota Kudaaya kaash main deewana hota Gham e hasti se bas begaana hota Kudaaya kaash main deewana hota.

More songs from Vallah Kya Baat Hai

Gham E Hasti Se Bas Lyrics - Vallah Kya Baat Hai (1962) | Indian Film History