Indian Film History

Bandhan Lyrics

From Vanvaas (2024)

Music
Mithoon
Duration
3:16

Tumse Jeevan Baandh Liya Hai

Dhoop Aur Barsaaton Tak

Tumse Jeevan Baandh Liya Hai

Dhoop Aur Barsaaton Tak


Tum Hi Tum Ho Mere Din Mein

Tum Hi Tum Ho Raaton Tak


Laaga Tumse Mann

Yun Laaga Tumse Mann

Ke Laaga Tumse Mann

O Piya O Piyaa



Laaga Tumse Mann

Yun Laaga Tumse Mann

Ke Laaga Tumse Mann

O Piya Ho O O


Tere Khaatir Jeeti Hoon Main

Tere Khaatir Sajati Hoon

Tere Aankhein Keh Deti Hain

Tujhko Sundar Main Lagti Hoon

Tujhko Sundar Lagti Hoon


Yun Hi Baandh Kar Rakhna Mujhko

Apni Preet Ke Dhaagon Tak

Tum Hi Tum Ho Jab Main Jaagoon

Tum Hi Tum Ho Khwabon Tak


Laaga Tumse Mann

Yun Laaga Tumse Mann

Ke Laaga Tumse Mann O Piya


Laaga Tumse Mann

Yun Laaga Tumse Mann

Ke Laaga Tumse Mann

O Piya O Piyaaa


Laaga Mann Tumse O Piya

Ke Laaga Tumse Mann

Ye Laaga Tumse Mann

Ye Laaga Tumse Mann Ho Piyaa

More songs from Vanvaas

Bandhan Lyrics - Vanvaas (2024) | Indian Film History