Indian Film History

Phir Bhi Lyrics

From Via Darjeeling (2008)

Duration
4:46
Koyi raasta dikhata nahi hai phir bhi Kisi aas se koi waasta nahi phir bhi Chala hu leke chala hu leke Tujhe yaadon ke kaarwaan mein Bhare waadon se iss jahaa mein Saari yaadon se, saare waadon se hum ho juda Juda ho phir bhi, juda ho phir bhi Khuda hai phir bhi Koyi raasta dikhata nahi hai phir bhi Kisi aas se koi waasta nahi phir bhi Chala hu leke, chala hu leke Tujhe yaadon ke kaarwaan mein Bhare waadon se iss jahaa mein Saari yaadon se, saare waadon se hum ho juda Juda ho phir bhi, juda ho phir bhi Khuda hai phir bhi Mere hum kadam yeh raaste, sang chal pade hai kahin Koi nahi apna pata, koi manjile bhi nahi Par hai yakin hogi koyi meri apni ik jameen, hogi koi Koi aasmaan apna nahi hai phir bhi Kuchh paane ka sapna nahi hai phir bhi Chala hu leke, chala hu leke Tujhe yaadon ke kaarwaan mein Bhare waadon se iss jahaa mein Saari yaadon se, saare waadon se hum ho juda Juda ho phir bhi, juda ho phir bhi khuda hai phir bhi Kuchh baatein hai jo chal rahi sehami si yun koyi aa Behaki behaki baatein karein yeh waadiya mere saath Kuchh baatein hai jo chal rahi sehami si yun koyi aa Behaki behaki baatein karein yeh waadiya mere saath Saanson mein bhar kar ik sada chalati hai hawa mere saath Parvat ke unche bam par mujhe le jaaye tere paas Nahi tu phir bhi, kahin tu phir bhi Tujhe yaadon ke kaarwaan mein, bhare waadon se iss jahaan mein Saari yaadon se, saare waadon se hum ho juda Juda ho phir bhi, juda ho phir bhi, khuda hai phir bhi.

More songs from Via Darjeeling

Phir Bhi Lyrics - Via Darjeeling (2008) | Indian Film History