Indian Film History

More Angnaa Mein Aaye Lyrics

From Vidyapati (1937)

Singers
Kanan Devi
Lyricist
Kidar Sharma
Duration
3:17
More Angnaa Mein Aaye Aali Main Chaal Chaloon Matwaali Ei Ei Angnaa Mein Aaye Aali Jab Aanchal Hamra Pakden Ham Hans Hans Unse Jhhagden Jab Aanchal Hamra Pakden Ham Hans Hans Unse Jhhagden Choli Pe Nazariya Jaaye Choli Pe Nazariya Jaaye Mori Chunri Lipat Mose Jaaye Haan Haan Chunri Lipat Mose Jaaye More Angnaa Mein Aaye Aali Main Chaal Chaloon Matwaali Anganaa Mein Aaye Aali Aaa Aaa Aaa Aaa Aaa Aaa Aaa Aaa Woh Aur Badhen More Painyya Paden Woh Aur Badhen More Painyya Paden Kaise Maanoon Baat Hamaari Main Aah Bharoon Mukh Pher Kahoon Main Aah Bharoon Mukh Pher Kahoon Nahin Maanoongi Baat Tihaari Haan Nahin Maanoongi Baat Tihaari Nahin Maanoongi Baat Tihaari Tihaari Nahin Maanoongi Baat Tihaari Haan Nahin Maanoongi Baat Tihaari Tihaari Nahin Maanoongi Baat Tihaari More Angnaa Mein Aaye Aali Main Chaal Chaloon Matwaali Anganaa Mein Aaye Aali Main Chaal Chaloon Matwaali Anganaa Mein Aaye Aali.

More songs from Vidyapati

More Angnaa Mein Aaye Lyrics - Vidyapati (1937) | Indian Film History