Indian Film History

Unhe Manzil Nahin Milti Lyrics

From Vidyarthi (1966)

Duration
3:33
Unhe manzil nahin milti Jo kismat ke sahare hai Hai unki zindaggi bhi maut Jo himmat ko hare hai Unhe manzil nahi milti Jo kismat ke sahare hai Unhe manzil nahi milti Jo kismat ke sahare hai Hai unki zindagi bhi maut Jo himmat hare hai Unhe manzil nahin milti Jo kismat ke sahare hai Bhale tufan takraye Bhale tufan takraye Teri kismat ki lahro se Bhale tufan takraye Teri kismat ki lahro se Jinhe khud par Jinhe khud par bharosha hai Wo har dum hi tumhare hai Jinhe khud par bharosha hai Wo har dum hi tumhare hai Hai unki zindagi bhi maut Jo himmat ko hare hai Unhe manzil nahin milti Jo kismat ke sahare hai Jo dekar jindagi jeete Unhe kya maut ka dar hai Jo dekar jindagi jeete Unhe kya maut ka dar hai Jo bujh kar roshani karte Jo bujh kar roshani karte Wahi roshan sitare hai Jo bujh kar roshani karte Wahi roshan sitare hai Hai unki zindagi bhi maut Jo himmat ko hare hai Unhe manzil nahin milti Jo kismat ke sahare hai Nahi mushkil hai duniya mein Agar insaan chahe to Nahi mushkil hai duniya mein Agar insaan chahe to Palat do unhe aakar Palat do unhe aakar Jo kudrat ke nazare hai Hai unki zindagi bhi maut Jo himmat ko hare hai Unhe manzil nahin milti Jo kismat ke sahare hai.

More songs from Vidyarthi

Unhe Manzil Nahin Milti Lyrics - Vidyarthi (1966) | Indian Film History