Indian Film History

Rabba Yeh Dhadkan Lyrics

From Vishkanya (1991)

Lyricist
Syed Gulrez
Duration
5:42
Rabba rabba Rabba rabba rabba Rabba yeh dhadkan kaisi hain Rabba yeh agni jaisi hain Rabba yeh tan ko jalati hain Rabba jawani aati hain Tan mann masti mein dube Paani mein aag lagati hain Rabba yeh dhadkan kaisi hain Rabba yeh agni jaisi hain Rabba yeh tan ko jalati hain Rabba jawani aati hain Tan mann masti mein dube Paani mein aag lagati hain Rabba rabba rabba rabba Panchhi geet sunate hain Parbat paas bulate hain Yeh zarne kyu gate hain Kya kya yeh keh jate hain Chumke kachi kaliya ne Bhawre se kya kaha kya kaha Rabba yeh dhadkan kaisi hain Rabba yeh agni jaisi hain Rabba yeh tan ko jalati hain Rabba jawani aati hain Tan mann masti mein dube Paani mein aag lagati hain Rabba jawani aati hain Haye kyu jawani aati hain Rabba rabba rabba rabba Chanchal mann kar pata hain Jaane kya ho jata hain Mast pawan ka jhuka banke Badal sang ud jata hain Bhiga tan phoolo sa mahke Aisa kyu hua kyu hua Rabba yeh dhadkan kaisi hain Rabba yeh agni jaisi hain Rabba yeh tan ko jalati hain Rabba jawani aati hain Tan mann masti mein dube Paani mein aag lagati hain Rabba jawani aati hain Haye kyu jawani aati hain Rabba rabba rabba rabba Meethi meethi pyas hain Lagta hai koi paas hain Anjana sa dard hain Naino mein ek aas hain Jagi aankhen sapna dekhe Aisa kya hua kya hua Rabba yeh dhadkan kaisi hain Rabba yeh agni jaisi hain Rabba yeh tan ko jalati hain Rabba jawani aati hain Tan mann masti mein dube Paani mein aag lagati hain Rabba jawani aati hain Haye kyu jawani aati hain Rabba rabba rabba Rabba rabba rabba Rabba rabba rabba.

More songs from Vishkanya

Rabba Yeh Dhadkan Lyrics - Vishkanya (1991) | Indian Film History