Indian Film History

Tu Hawa Lyrics

From W (2014)

Lyricist
Daboo Malik
Duration
5:36
Tu hawa tu Zameen tu aasman Main bhi wahan Tu hawa tu Zameen tu aasman Main bhi wahan Udde hum kahan Judi hamari daastan Tu hawa tu Zameen tu aasman Main bhi wahan tu jahan Udane ki chaha hain Bas udana hain mujhe Har aasman se pare Le jaaun main tujhe Udane ki chaha hain Bas udana hain mujhe Har aasman se pare Le jaaun main tujhe Mile hum wahan Jahan naya ho jahaan Tu hawa tu Zameen tu aasman Main bhi wahan tu jahan Sapno ki kashtiyaa Behane de iss tarah Tufaan bhi aaye to Tham jaaye woh zara Sapno ki kashtiyaa Behane de iss tarah Tufaan bhi aaye to Tham jaaye woh zara Huye yun woh fanna Jeeye hum sadaa Tu hawa tu Zameen tu aasman Main bhi wahan tu jahan.

More songs from W

Tu Hawa Lyrics - W (2014) | Indian Film History