Indian Film History

Allah Ke Bande Lyrics

From Waisa Bhi Hota Hai Part II (2003)

Duration
4:06
Tuta tuta ek parinda aise tuta Ke phir judna paaya Luta luta kisne usko aise luta Ke phir udna paaya Tuta tuta ek parinda aise tuta Ke phir judna paaya Luta luta kisne usko aise luta Ke phir udna paaya Girta hua woh aasma se Aa kar gira zaameen par Khwabon mein phir bhi Baadal hi the woh kehta raha magar Ke allah ke bande hasde Allah ke bande Allah ke bande hasde Jo bhi ho kal phir aayega Allah ke bande hasde Allah ke bande Allah ke bande hasde Jo bhi ho kal phir aayega Khoke apne par hi to Usne tha udna sikha Khoke apne par hi to Khoke apne par hi to Usne tha udna sikha Gham ko aapne saath mein lele Dard bhi tere kaam aayega Allah ke bande hasde Allah ke bande Allah ke bande hasde Jo bhi ho kal phir aayega Allah ke bande hasde Allah ke bande Allah ke bande hasde Jo bhi ho kal phir aayega Tukde tukde ho gaya tha Har sapna jab woh tuta Tukde tukde ho gaya tha Tukde tukde ho gaya tha Har sapna jab woh tuta Bikhre tukdon ke mein Allah ki marzi ka manjar payega Allah ke bande hasde Allah ke bande Allah ke bande hasde Jo bhi ho kal phir aayega Allah ke bande hasde Allah ke bande Allah ke bande hasde Jo bhi ho kal phir aayega Tuta tuta ek parinda aise tuta Ke phir judna paaya Luta luta kisne usko aise luta Ke phir udna paaya Girta hua woh aasma se Aa kar gira zaameen par Khwabon mein phir bhi Baadal hi the woh kehta raha magar Ke allah ke bande hasde Allah ke bande Allah ke bande hasde Jo bhi ho kal phir aayega Allah ke bande hasde Allah ke bande Allah ke bande hasde Jo bhi ho kal phir aayega Allah ke bande hasde Allah ke bande Allah ke bande hasde Jo bhi ho kal phir aayega Allah ke bande hasde Allah ke bande Allah ke bande hasde Jo bhi ho kal phir aayega.

More songs from Waisa Bhi Hota Hai Part II

Allah Ke Bande Lyrics - Waisa Bhi Hota Hai Part II (2003) | Indian Film History