Indian Film History

Raat Bhar Gardish Mein Lyrics

From Wanted (1961)

Music
Ravi
Duration
4:47
Raat bhar gardish mein saki Aaj paymana rahe Raat bhar gardish mein saki Aaj paymana rahe Subah tak shayad na fir Ye rang maykhana rahe Raat bhar gardish mein saki Aaj paymana rahe Aa hi jayegi hakikat Ek na ek din samne Aa hi jayegi hakikat Ek na ek din samne Dekhiye parde mein kab tak Dil chalakta na rahe Raat bhar gardish mein saki Aaj paymana rahe Subah tak shayad na fir Ye rang maykhana rahe Raat bhar gardish mein saki Aaj paymana rahe Shama ki mahfil hai ye Isme najar wale bhi hai Shama ki mahfil hai ye Isme najar wale bhi hai Hai ye namumkin ke chup kar Koi parwana rahe Raat bhar gardish mein saki Aaj paymana rahe Subah tak shayad na fir Ye rang maykhana rahe Raat bhar gardish mein saki Aaj paymana rahe Raat bhar gardish mein saki Aaj paymana rahe.

More songs from Wanted

Raat Bhar Gardish Mein Lyrics - Wanted (1961) | Indian Film History