Indian Film History

Aai Baharon Ki Shaam Lyrics

From Wapas (1969)

Duration
3:31
aayi baharo ki shaam aayi baharo ki shaam, kya jane phir kiske naam thandi hawa, bhigi fiza laayi hai phir kiska salam aayi baharo ki shaam, kya jane phir kiske naam aayi baharo ki shaam sitaro ne bandha gagan par, sama jaise khilte gulo ka sunsan sapno bhari vadiyo me, chandni se saje raasto ka ghata ne kiya intazam, kya jaane phir kiske naam aayi baharo ki shaam me gata hu kis dilruba ki, mohobbat ke rangeen tarane kaun aanewala hai tanhaiyo me chupke chupke ye dil me na jane dhadakta hai kiska payam, kya jane phir kiske naam thandi hawa, bhigi fiza laayi hai phir kiska salam aayi baharo ki shaam, kya jane phir kiske naam aayi baharo ki shaam.

More songs from Wapas

Aai Baharon Ki Shaam Lyrics - Wapas (1969) | Indian Film History