Kabse Nazar Dhunde Lyrics | Waqt Waqt Ki Baat

                        
                        Kabse najar dhunde koi aisa deewana
Dekh jise gaye jiya prem tarana
Kabse najar dhunde koi aisa deewana
Dekh jise gaye jiya prem tarana
Kabse najar dhunde koi aisa deewana
Dekh jise gaye jiya prem tarana

Mera gora badan lachake aise
Jaise barkha mein dariya ka pani
Mera gora badan lachake aise
Jaise barkha mein dariya ka pani
Jane kitno ke dil dub jaye
Jhum ke nache jab ye jawani

Dil ye mera jisme dube
Kya pata woh najar hai kaha
Kabse najar dhunde koi aisa deewana
Dekh jise gaye jiya prem tarana
Ayega re ayega re ayega ek din wo jamana
Sang tere hoga tera prem deewana
Kabse najar dhunde koi aisa deewana
Dekh jise gaye jiya prem tarana

Dekh kar tukhko chanchal hiraniya
Ho gaye khud hi ghayal shikari
Dekh kar tukhko chanchal hiraniya
Ho gaye khud hi ghayal shikari
Jhuthe tan ke sodayi lakho
Na mile koi man ka pujari
Kisme dam hai chhu sake
Chhu sake tera tan jo yaha
Kabse najar dhunde koi aisa deewana
Dekh jise gaye jiya prem tarana
Ayega re ayega re ayega ek din wo jamana
Sang tere hoga tera prem deewana.