Indian Film History

Waqt Se Din Aur Raat Lyrics

From Waqt (1965)

Music
Ravi
Duration
4:03
Kal jahaan basti thi khusiyaa Aaj hai maatam vahaan Waqt laya tha bahar Waqt laya hai sijaan Waqt se din aur raat Waqt se kal aur aaj Waqt ki har shai gulaam Waqt kaa har shai pe raaj Waqt se din aur raat Waqt se kal aur aaj Waqt ki har shai gulaam Waqt kaa har shai pe raaj Waqt ki gardis se hai Chand taro ka nisan Waqt ki gardis se hai Chand taro ka nisan Waqt ki thokar me hai Kya hukumat ka samaaj Kya hukumat ka samaaj Waqt se din aur raat Waqtse kal aur aaj Waqt ki har shai gulaam Waqt kaa har shai pe raaj Waqt ki paaband hai Aati jaati raunake Waqt ki paaband hai Aati jaati raunake Waqt hai phulo ki sej Waqt hai kaanto kaa taaj Waqt hai kaanto kaa taaj Waqt se din aur raat Waqt se kal aur aaj Waqt ki har shai gulaam Waqt kaa har shai pe raaj Aadami ko chaahiye Waqt se dar kar rahe Aadami ko chaahiye Waqt se dar kar rahe Kaun jaane kis ghadi Waqt kaa badale mizaaj Waqt se din aur raat Waqt se kal aur aaj Waqt ki har shai gulaam Waqt kaa har shai pe raaj.

More songs from Waqt

Waqt Se Din Aur Raat Lyrics - Waqt (1965) | Indian Film History