Indian Film History

Jai Jai Shivshankar Lyrics

From WAR-2019 (2019)

Lyricist
Kumaar
Duration
2:04
Tu aaj yaar ghar pe ye bol do Aayenge der se fikrein sab chhod do Aaj haq se apne hisaab mein Hum jo karne chale galti wo jod lo To aaj yaar kuchh lamhon ke liye Bigdi raahon pe tum pairon ko mod do Aaj hakk se duniya ko bhull ke Jitne hai kaayde wo saare tod do Oh khulle ground mein aake Uncha sound waja ke Red wala color laga ke Nachenge hero bankar! Ho jai jai shivshankar Aaj mood hai bhayankar Rang udne do, rang udne do Hum naye jo shankar Ki mood hai bhayankar Rang udne do, rang udne do Ho jai jai shiv shankar Aaj mood hai bhayankar Rang udne do, rang udne do Jai jai shiv shankar Aaj mood hai bhayankar Jai jai shiv shankar Aaj mood hai bhayankar Jai jai shiv… Jai jai shiv shankar Aaj mood hai bhayankar Rang udne do.

More songs from WAR-2019

Jai Jai Shivshankar Lyrics - WAR-2019 (2019) | Indian Film History