Indian Film History

Mohabbat Ki Kahaniyan Lyrics

From Woh Din Yaad Karo (1971)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
4:24
Mohabbat ki kahaniyan Sunane lagi hai jawaniyan Mohabbat ki kahaniyan Sunane lagi hai jawaniyan Humare tumhare pyar pe Khuda ki rahe meharbaniya Mohabbat ki kahaniyan Sunane lagi hai jawaniyan Humare tumhare pyar pe Khuda ki rahe meharbaniya Mohabbat ki kahaniyan Yeh kisse nigahe yaar ke Yeh dhadkan dile bekarar ke Yeh kisse nigahe yaar ke Yeh dhadkan dile bekarar ke Yeh subah tumhari yaad ki Yeh shame suhani bahar ki Tumhari mohabbat mein Sanam mili hai hume yeh nishaniya Humare tumhare pyar pe Khuda ki rahe meharbaniya Mohabbat ki kahaniyan Baharo ne aake nind se Sabhi khoye armaan jaga diye Baharo ne aake nind se Sabhi khoye armaan jaga diye Dhadakta raha dil raat bhar Hume wo fasane suna diye Koi aur sun le baat yeh To kya kya na ho batgumaniyan Mohabbat ki kahaniyan Sunane lagi hai jawaniyan Mohabbat ki kahaniyan Zamana na hum se chhin le Yeh daulat tumhare naam ki Zamana na hum se chhin le Yeh daulat tumhare naam ki Nigaho se dekhe hum kabhi Na surat judai ki sham ki Rahe yu hamesha sath hum Rahe na rahe zindganiya Mohabbat ki kahaniyan Sunane lagi hai jawaniyann Humare tumhare pyar pe Khuda ki rahe meharbaniya Mohabbat ki kahaniyan.

More songs from Woh Din Yaad Karo

Mohabbat Ki Kahaniyan Lyrics - Woh Din Yaad Karo (1971) | Indian Film History