Pyar Kiya Nahi Jata Ho Jata Hai Lyrics | Woh Saat Din

                        
                        pyar kiya nahi jata ho jata hai
pyar kiya nahi jata ho jata hai
dil diya nahi jata kho jata hai
pyar kiya nahi jata ho jata hai
pyar kiya nahi jata ho jata hai
dil diya nahi jata kho jata hai
pyar kiya nahi jata ho jata hai
dil diya nahi jata kho jata hai
pyar pe jor nahi koi, ninde hajaro mai khoi
pyar pe jor nahi koi, ninde hajaro mai khoi
aa kar dil ki bato me, lambi lambi rato mai
premi jagate rahte hai, isliye to kehte hai ki
pyar kiya nahi jata ho jata hai
dil diya nahi jata kho jata hai
pyar kiya nahi jata ho jata hai
dil diya nahi jata kho jata hai
dil ka bhandan aisa hai, dil ka bhandan aisa hai
hal na puchho kaisa hai
jan hamari jate hai, yad tumhari aati hai
yad tumhari aati hai
aankh se aasu behate hai, isliye to kehte hai ki
pyar kiya nahi jata ho jata hai
dil diya nahi jata kho jata hai
pyar kiya nahi jata ho jata hai
dil diya nahi jata kho jata hai
inn jhulo ke musam me, inn phulo ke musam me
inn jhulo ke musam me, inn phulo ke musam me
kaate pyar chubhota hai, dard jigar mai hota hai
hans kar hum sab sahate hai, isliye to kehte hai ki
pyar kiya nahi jata ho jata hai
dil diya nahi jata kho jata hai

pyar kiya nahi jata ho jata hai
dil diya nahi jata kho jata hai
pyar kiya nahi jata ho jata hai
dil diya nahi jata kho jata hai