Indian Film History

Mohabbat Ki Aankho Se Aaj Pehla Aansu Dhalta Hai Lyrics

From Wohi Ladki (1967)

Duration
3:36
mohabbat ki aankho se aaj pahla aansu dhalka hai jara badlo to pahlu pyar ka paymana chalka hai mohabbat ki aankho se aaj pahla aansu dhalka hai jara badlo to pahlu pyar ka paymana chalka hai karo hamko na yu ruswa sanam hum ruth jayenge karo hamko na yu ruswa sanam hum ruth jayenge manaoge kitna bhi tum na hargiz man payenge na hargiz man payenge acha ji wah wah maza hai ab to teri nak par ye gussa halka hai jara badlo to pahlu pyar ka paymana chalka hai mohabbat ki aankho se aaj pahla aasu dhalka hai jara badlo to pahlu pyar ka paymana chalka hai bahkna yu nahi acha kahi pee to nahi aaye bahkna yu nahi acha kahi pee to nahi aaye teri aankhe nashili hai bina piye nasha chaye bina piye nasha chaye sama tute to diwana kya apni mehfil ka hai jara badlo to pahlu pyar ka paymana chalka hai mohabbat ki aankho se aaj pahla aasu dhalka hai jara badlo to pahlu pyar ka paymana chalka hai ho paymana chalka hai

More songs from Wohi Ladki

Mohabbat Ki Aankho Se Aaj Pehla Aansu Dhalta Hai Lyrics - Wohi Ladki (1967) | Indian Film History